Vivo X21
Vivo X21, Vivo company ek baar fir se apna new handset india mein launch karne ja rahi hai jiska name hai Vivo X21 yah handset
ko haal hi mein china mein launch kiya gaya hai. jaankari ke mutabik is handset ko company singapore mein 5th may ko available karane ki
jaankari hai. agar baat karein india mein iske launch hone ki to is month ke baad isko india mein bhi lauch kara ja sakta hai.
Display
jaankari ke mutabik Vivo X21 mein aapko under display sensor milne wala hai. is smartphone ko sale ke liye June mein availabe
karaya jayega. copnay apne is smartphone vivo x21 mein 6.28-inch ki Full-HD+ Display aur 19:9 with Screen Resolution 2280x1080 pixel
ke saath dene waali hai.
Hardware/Operating System
Vivo X21 smartphone mein Qualcomm Snapdragon 660 processor ke saath adreno 512 GPU, 6GB RAM bhi ismein dene waali hai.
agar baat karein memory ki to 2 option mein aapko yahan per company internel memory de rahi hai storage - 64GB and 128GB.
yahan per aapko 1 microSD card Slot bhi aapko milegi.
Vivo X21 smartphone runs FunTouch OS 4.0 on Top of Android 8.1 Oreo Operating system.
Camera
agar baat karin camera ke baare mein front side camere mein aapko 12-megapixel shooter ke saath f/2.0 aperture aapko milne waala hai.
Rear side yaani back camera mein 12-megapixel primary sensor ke saath f/1.8 aperture and ek 5-megapixel secondary ke saath f/2.4
aperture bhi aapko milne waala hai.
Connectivity
Vivo X21 ki connectivity mein aapko 4G LTE, Dual-band, Wi-Fi 802.11ac, Bluetooth 5.0, USB 2.0 with OTG Support and GPS aapko ismein milne waale hai
Battery
Vivo ne apne smartphone Vivo X21 mein 3,200 mAH ki Battery ke saath Fast Charging ki bhi facility di Hai.
1 Comments
A mobile phone is a wireless handheld that vivo all mobile price allows users to make and receive calls and to send text messages,among other features
ReplyDeletePost a Comment